Ek baat bataon toh, yaadon mein marte ho
Kya tum humse ab bhi, mohobbat karte ho
Ek baat bataon toh, yaadon mein marte ho
Kya tum humse ab bhi, mohobbat karte ho
Tum jinke ho abhi, unke baare bataana
Kya aata hai unko, tumhe chup karaana
Tum jinke ho abhi, unke baare bataana
Kya aata hai unko, tumhe chup karaana
Jaani ne ro ro ke shamandar bhar diye
Kya tum bhi ro ro kar nadiyan bharte ho
Ek baat bataon toh, yaadon mein marte ho
Kya tum humse ab bhi, mohobbat karte ho..
La,ra,ra,ra,ra,ra,ra….
Da,ra,ra,ra,ra,ra,ra….
Ra,ra,ra,ra…
Woo..ooh..ooh..
Woo..ooh..ooh..
Ho meri is gall’da koi jawaab de dena
Aey khud nu sawaal baar baar karan main
Aey khud nu sawaal baar baar karan main
Main pyar karan ohnu jo pyar kare mainu
Ya ohda hoja jeede naal pyar karan main
Ya ohda hoja jeede naal pyar karan main
Itna farak meri, aur unki mohobbat mein
Hum tumse darte the, tum unse darte ho
Ek baat bataon toh, yaadon mein marte ho
Kya tum humse ab bhi, mohobbat karte ho
Ra,ra,ra,ra…ra,ra..
Ra,ra,ra,ra…ra,ra..
Wo kaun hai mujhse poochhe meri humsafar har baari
Ho tere naam se pukaar baithe use kayi baari
Ho tere naam se pukaar baithe use kayi baari
Jo hum tere na huye, unke bhi honge na
Hum waada karte hai, kya tum bhi karte ho
Ek baat bataon toh, yaadon mein marte ho
Kya tum humse ab bhi, mohobbat karte ho..
Itna na karo tum yaad, ki dil todna pad jaaye
Hum jiske hai abhi, use chhodna pad jaaye
Itna na karo tum yaad, ki dil todna pad jaaye
Hum jiske hai abhi, use chhodna pad jaaye..
Tumhe jo bhi kahna hai kah do
Itna kyun darte ho
Tum hum pe jyada marte the
Ya unpe marte hoMain ab chala gaya hoon
Ab to jawaab do
Kya tum humse ab bhi
Mohobaat karte ho.
__More lyrics coming soon__
_____Thanks for visiting____
+_________Axmine_________+
0 Comments